Monday, December 28, 2009

poetry

Wo pyar b krta hai or izhar b nahi karta,
Jo poch ley koi to is se iqrar b nahi karta,

Wo aysa saada dil hai k mujhy dekhny ki dua mangy,
jab samny aajaon to deedar b nahi karta,

Gar is se door jaon main to saans iski rukti hai,
or koi mangly is se mujhko to inkar b nahi karta,

Mery dil k darwazy pe dastak b deta hai,
or darwaza khul jaany ka intezar b nahi karta.

No comments: