Saturday, September 12, 2009

Poetry

"DIL" kabi surat-e-halaat se bahir na gaya,

Main "MOHABBAT" me

b oqaat se bahir na gaya,

Ek Tu hai k Jahan bhar se "TALUQ" Tera,

Ek Main hon k Teri "ZAAT" se bahir na gaya,

Marhala Tuje se

"JUDAI" ka b aa pohncha magar,

Main abhi pehli "MULAQAAT" se bahir na gaya,

"SOCH" koi na Teri soch se hat kar sochi,

Tazkara koi Teri "BAAT" se bahir na gaya,

Ao "SURAJ" ko batate hain Tamazat kya hai,

"CHAND" kya jaane ye khud Raat se bahar na gaya.

No comments: