Sunday, January 4, 2009

Poetry

Wo jazbon ki tijarat thi ye dil kuch or samja tha.

usy hansany ki adat thi ya dil kuch or samja tha.

mujy us ny kaha ao nae dunia basaty hain,

Usy soji shrarat thi ye dil kuch or samja tha,

Hamesha us ki ankhon mein dhanak sy rang rehty thy

Ya us ki aam halat thi

ye dil kuch or samja tha....!!

No comments: